Eid Aayi Hai Aayi Hai Lyrics

Eid Aayi Hai Aayi Hai Lyrics Lyrics

“Eid Aayi Hai Aayi Hai” Song Details:

Movie: Rashid Dulhan (1950)
Singer(s): Shamshad Begum
Lyricist(s): Umar Ansari
Composer(s): Ghulam Mohammad
Music Director(s): Ghulam Mohammad
Genre(s): Playful
Music Label: © Saregama
Release on: 1st January, 1950

Eid aayi hai aayi hai
Eid aayi hai eid aayi hai
Eid aayi hai aayi hai
Eid aayi hai eid aayi hai

Hauz kausar ke paani se kar lo wazoo
Hauz kausar ke paani se kar lo wazoo
Dil ka mainkhana kholo uthhaoo subu
Dil ka mainkhana kholo uthhaoo subu
Eid ka chaand saaqi ki angdaayi hai
Eid ka chaand saaqi ki angdaayi hai
Eid aayi hai aayi hai
Eid aayi hai eid aayi hai

Dil hai masroor
Aankhon mein dorey padey
Ae dil hai masroor
Aankhon mein dorey padey
Gale milte hain khush
Hoke chhote bade
Gale milte hain khush
Hoke chhote bade
Rahmaten hamd ki
Har su ghataa chhaai hai
Rahmaten hamd ki
Har su ghataa chhaai hai
Eid aayi hai aayi hai
Eid aayi hai eid aayi hai

Kyun na dil se mile
Dil nazar se nazar ho o o
Kyun na dil se mile
Dil nazar se nazar ho o o
Kyun na ithhlaaye
Aakhir naseem-e-sahar
Kyun na ithhlaaye
Aakhir naseem-e-sahar
Baagh e jannat se
Khushboo udaa laayi hai
Baagh e jannat se
Khushboo udaa laayi hai
Eid aayi hai aayi hai
Eid aayi hai eid aayi hai
Eid aayi hai aayi hai
Eid aayi hai eid aayi hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top