Ek Mutthi Mein Dil Lyrics

Ek Mutthi Mein Dil Lyrics Lyrics

“Ek Mutthi Mein Dil” Song Details:

Movie: Sharafat Chhod Di Maine (1976)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Verma Malik
Composer(s): Madan Mohan
Music Director(s): Madan Mohan
Genre(s): Item Number
Director(s): Jagdev Bhambri
Music Label: © Saregama
Starring: Feroz Khan, Hema Malini, Neetu Singh
Release on: 29th June, 1976

Ek mutthi me dil
Ek mutthi me pyar
Ek mutthi me dil
Ek mutthi me pyar
Ek aankh me issare
Ek aankh me karar
Mere pas chize char

Ek mutthi me dil
Ek mutthi me pyar
Ek mutthi me dil
Ek mutthi me pyar
Ek aankh me issare
Ek aankh me karar
Mere pas chize char
Bolo ji lenge kya aap lenge
Kya charo lenge ha to fir le jao

Ek mutthi me dil
Ek mutthi me pyar
Ek aankh me issare
Ek aankh me karar

Gori bahe bula ke ruksa
Palko ki masti
Nigho ka khumar
Kardu kuch bhi nisar
Kardu kuch bhi nisar
Mere pas chize char
Bolo ji lenge kya aap lenge
Kya charo lenge yes yes
To fir le jao

Ek mutthi me dil
Ek mutthi me pyar
Ek aankh me issare
Ek aankh me karar


Julfo ki khushbo kajare ki dhar
Alad jawani ye khilti bahar
Mere pas chize char
Bolo ji lenge kya aap lenge
Kya charo lenge yes yes
To fir le jao

Ek mutthi me dil
Ek mutthi me pyar
Ek aankh me issare
Ek aankh me karar

Pyar ki hai baate milan ki bahar
Man ke ye arma ye tan ka singar
Kahte hai tujhse pukar
Kahte hai tujhse pukar
Mere pas chize char
Bolo ji lenge kya aap lenge
Kya charo lenge yes yes
To fir le jao.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top