Ek Nazar Woh Yaad Hai Lyrics

Ek Nazar Woh Yaad Hai Lyrics Lyrics

“Ek Nazar Woh Yaad Hai” Song Details:

Movie: Nao (1948)
Singer(s): Surinder Kaur
Lyricist(s): Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Composer(s): Gyan Dutt
Music Director(s): Gyan Dutt
Genre(s): Playful
Director(s): D.N. Madhok
Music Label: © Saregama
Starring: Jairaj, Nigar Sultana, Misra, Dulari, Badri Prasad, Krishan Kumari, Amir Bano

Ek nazar woh yaad hai unki
Jisne dil par waar kiyaa aa
Ek nazar woh yaad hai unki
Jisne dil par waar kiyaa aa
Ek nazar ab dekh ke roun
Haay re dil kyun pyaar kiyaa
Ek nazar woh yaad hai

Ek nazar ne ek nayi
Duniyaa hi basaa di mere liye
Ek nazar ne ek nayi
Duniyaa hi basaa di mere liye
Ek nazar ne saari duniyaa
Se humko bejaar kiyaa
Ek nazar woh yaad hai

Ek nazar mein sau sau armaan
Dekhe thhe un aankhon mein
Ek nazar mein sau sau armaan
Dekhe thhe un aankhon mein
Un aankhon ki ek nazar ne
Jeenaa bhi dushwaar kiyaa
Ek nazar woh yaad hai unki
Jisne dil par waar kiyaaa
Ek nazar woh yaad hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top