Ek Shaks Is Safar Mein Lyrics

Ek Shaks Is Safar Mein Lyrics Lyrics

“Ek Shaks Is Safar Mein” Song Details:

Album/Label: Aap Ke Paas
Singer(s): Harendra Khurana
Composer(s): Harendra Khurana
Music Director(s): Harendra Khurana
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Harendra Khurana
Release on: 17th May, 2006

Ek shaks is safar mein
Aisa humein mila tha
Ek shaks is safar mein
Aisa humein mila tha
Sunta tha dhadkano
Se aankho se bolta tha
Ek shaks is safar mein
Aisa humein mila tha

Saanso ki daaliyon par
Ek naam phool jaisa
Saanso ki daaliyon par
Ek naam phool jaisa
Patjhad ki dhoop mein
Bhi kis shaan se khila tha
Ek shaks is safar mein
Aisa humein mila tha

Kyaa kyaa haseen yaade
Pichhe lagi thi uske
Kyaa kyaa haseen yaade
Pichhe lagi thi uske
Woh jaa raha tha lekin
Mud mud ke dekhta tha
Ek shaks is safar mein
Aisa humein mila tha

Uff apni badnaseebi
Ki waqt jaam tuta
Uff apni badnaseebi
Ki waqt jaam tuta
Jab jaam se labo tak
Thoda sa fasla tha
Ek shaks is safar mein
Aisa humein mila tha
Sunta tha dhadkano se
Aankho se bolta tha
Ek shaks is safar mein
Aisa humein mila tha
Ek shaks is safar mein
Aisa humein mila tha.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top