“Ek Tum Ho Jise Ham” Song Details:
| Movie: | Lakhon Ki Baat (1984) |
| Singer(s): | Anuradha Paudwal |
| Lyricist(s): | Yogesh Gaud |
| Composer(s): | Manas Mukherjee |
| Music Director(s): | Manas Mukherjee |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | Basu Chatterjee |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Sanjeev Kumar, Farooq Shaikh, Anita Raj, Anjali Sen, Utpal Dutt, Pinchoo Kapoor, Dinesh Hingoo, Subbiraj, Javed Khan, Raj Bharti, Monto, Subroto Mahapatra, Kedar Sehgal, Bhagwan Sinha, Nirmal Kumar |
| Release on: | 6th July, 1984 |
Ek tum ho jise ham
To kabhi yaad na aaye
Ek tum ho jise ham
To kabhi yaad na aaye
Ek ham hai jo tumhe
Kabhi bhool na paaye
Ek tum ho jise ham
To kabhi yaad na aaye
Tum aankho se jaan sake
Na aankh ki bhasha
Ham bhi tumse kehan paaye
Man ki abhilaasha
Tum aankho se jaan sake
Na aankh ki bhasha
Ham bhi tumse kehan paaye
Man ki abhilaasha
Is uljhan ko aakhir
Ham kaise suljaye
Dil ki yeh agan hai
Koi kaise bhjaye
Ek tum ho jise ham
To kabhi yaad na aaye
Anjaane mein baand liya jo
Tumse yun bandhan
Us bandhad ke saath bandhi hai
Dil ki har dhadkan
Anjaane mein baand liya jo
Tumse yun bandhan
Us bandhad ke saath bandhi hai
Dil ki har dhadkan
Saanso se ke sang naam
Tumahara hotho pe aaye
Yeh bate koi kaise
Ab tumko bataye
Ek tum ho jise ham
To kabhi yaad na aaye
Ek ham hai jo tumhe
Kabhi bhool na paaye
Ek tum ho jise ham
To kabhi yaad na aaye.


