Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Lyrics

Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Lyrics Lyrics

“Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa” Song Details:

Movie: Parchhaiyan (1997)
Singer(s): Ustad Ghulam Ali
Lyricist(s): Saghar Siddiqui
Composer(s): Ustad Ghulam Ali
Music Director(s): Ustad Ghulam Ali
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Venus Records

Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Jee mein aata hai ulat de
Unke chehare se naqaab
Jee mein aata hai ulat de
Unke chehare se naqaab
Hausala karate hai lekin hausala hota nahi
Warna in tsaro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Wo patanga jal to jata hai fana hota nahi
Warna in tarso bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ab to unka tur par bhi samana hota nahi
Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top