Fitoor (Title) Lyrics

Fitoor (Title) Lyrics Lyrics

“Fitoor (Title)” Song Details:

Album/Label: Fitoor (2009)
Singer(s): Mohit Chauhan
Composer(s): Mohit Chauhan
Music Director(s): Mohit Chauhan
Genre(s): Love
Music Label: © Universal Music
Release on: 12th October, 2009

Der se aaye, der se jaaye
Chhaye ban ke saroor
Lakh manao baj na aaye
Ishq hai yaara fitoor

Der se aaye, der se jaaye
Chhaye ban ke saroor
Chandani raatein paas bulaye
Yaad kare koi tul tujhkoa

Kiska dil kis dil se
Mil jayega kya pata kaise
Hoga woh dil mein jo
Ghul jaye ban arzooo

Kiska dil kis dil se
Mil jayega kya pata kaise
Hoga woh dil mein jo
Ghul jaye ban arzooo


Tu yeh jaane
Ya na jaane
Humko pata hai huzoor

Tu yeh jaane
Ya na jaane
Humko pata hai huzoor
Hoga ka nazara chand kinare
Raat kahe ha jarur

Mar jaa mar jana meri jaan
Kuchh mein samaye
Kuchh kuchh raye
Kiska hai yeh kasoor

Der se aaye, der se jaaye
Chhaye ban ke saroor

Der se aaye, der se jaaye
Lakh manao baj na aaye
Ishq hai yaara fitoor

Mar jaa mar jana meri jaan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top