Forever Waala Ishq Lyrics

Forever Waala Ishq Lyrics Lyrics

“Forever Waala Ishq” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Nishtha Sharma
Lyricist(s): Pratyush Prakash
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Love
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Nishta Sharma, Kanani

Tum Aur Hum Hum Aur Tum
Hum Dono Me Zyada Kuchh Fark Nahi Hai
Dil Tumhara Bhi Dhadakta Hai
Aur Dil Hamaara Bhi Dhadakta Hai

Ishq Tumhe Bhi Hota Hai
Ishq Hamein Bhi Hota Hai
Lekin Main Thodi Alag Hoon

Sab Ki Yahan Pe Ek Hi Story
Do Din Mohabbat Phir I’m Sorry
Sab Ki Yahan Pe Ek Hi Story
Do Din Mohabbat Phir I’m Sorry

Pyar Itna Bhi Mushkil Nahi Hai
Breakup Koi Manzil Nahi Hai
Pyar Itna Bhi Mushkil Nahi Hai
Breakup Koi Manzil Nahi Hai


Dil Maange Woh Jo Har Rang Me Mera Rahe
Kadam Jo Mila Kar Toofano Me Sang Sang Bahe

Har Aansoo Har Hansi Me
Together Waala Ishq
Dil Chaahe Chaahe Chaahe
Forever Waala Ishq

Har Aansoo Har Hansi Me
Together Waala Ishq
Dil Chaahe Chaahe Chaahe
Forever Waala Ishq

Chaahe Chaahe Chaahe
Chaahe Chaahe Chaahe

Alfaazon Me Jiski Thoda Wazan Ho
Thoda Sa Paagal Woh Mera Sanam Ho
Mere Peechhe Jo Bas Rahe Mera
Baaton Me Jiski Na Jhoothi Kasam Ho

Dil Todna Jisey Kabhi Aata Na Ho
Haath Chhodna Jiske Liye Aasaan Na Ho

Pal Pal Kare Mujhse Bas Yeh Sawaal
Kya Tum Meri Ho Yeh Bataao Naa
Mera Ho Ke Bhi Mera Hona Chaahe
Jo Haan Kahu Bole Jataao Naa

Jo Har Duaa Me Mujhko Hi Maanga Kare
Saath Hain Hum Hardam Yeh Vaada Kare

Har Aansoo Har Hansi Me
Together Waala Ishq
Dil Chaahe Chaahe Chaahe
Forever Waala Ishq

Har Aansoo Har Hansi Me
Together Waala Ishq
Dil Chaahe Chaahe Chaahe
Forever Waala Ishq

Chaahe Chaahe Chaahe
Chaahe Chaahe Chaahe
Chaahe Chaahe Chaahe
Chaahe Chaahe Chaahe

Forever Waala Ishq

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top