“Gham Kee Vaadee Me” Song Details:
| Movie: | Saqi (1952) |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar |
| Lyricist(s): | Rajendra Krishan |
| Composer(s): | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
| Music Director(s): | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Harnam Singh Rawail |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Premnath, Madhubala, Gope, Randhir Kapoor, Mohna, Bipin Gupta, Cuckoo, Iftekhar, Mumtaz |
| Release on: | 31st December, 1952 |
Gham kee vaadee me
Khushee kaa kaarvaan
Khone laga
Ishq me jo kuchh naa hona tha
Wahee hone laga
Ishq me jo kuchh naa hona tha
Wahee hone laga
Gham kee vaadee me
Khushee kaa karvaan
Khone laga
Ishq me jo kuchh naa hona tha
Wahee hone laga
Ishq me jo kuchh naa hona tha
Wahee hone laga
Kaun samajhega muhabbat
Kee bhala majburiya
Kaun samajhega muhabbat
Kee bhala majburiya
Do dilo kee chaahate
Duniya kee namanjuriya
Muskuraane hee se
Pahale pyaar kyon rone laga
Ishq me jo kuchh naa hona tha
Wahee hone laga
Ishq me jo kuchh naa hona tha
Wahee hone laga
Samane aankho ke mere
Ishq kaa anjaam hai
Samane aankho ke mere
Ishq kaa anjaam hai
Hai agar yeh zindagee
Toh maut kis kaa naam hai
Ranjo gham jaage
Nasiba pyaar kaa sone laga
Ishq me jo kuchh naa hona tha
Wahee hone laga
Ishq me jo kuchh naa hona tha
Wahee hone laga
Gham kee vaadee me
Khushee kaa karvaan
Khone laga
Ishq me jo kuchh naa hona tha
Wahee hone laga
Ishq me jo kuchh naa hona tha
Wahee hone laga.


