“gHoshiyaar Naujawaan” Song Details:
| Movie: | Pardesi Mehmaan (1948) |
| Singer(s): | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
| Lyricist(s): | Pandit Indra Chandra |
| Composer(s): | Hansraj Behl |
| Music Director(s): | Hansraj Behl |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | Aspi Irani |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Kamal Kapoor |
| Release on: | 1st January, 1948 |
Hoshiyaar naujawaan
Jaag ae naujawaan
Jal rahaa tera makaan
Jal rahaa hai hindustaan
Hoshiyaar naujawaan
Jaag ae naujawaan
Jal rahaa tera makaan
Jal rahaa hai hindustaan
Khol aankh naujawaan
Kaisa ye uthaa dhuaan
Khol aankh naujawaan
Kaisa ye uthaa dhuaan
Hai museebaton mein jaan
Zulm hai yahaan wahaan
Hai museebaton mein jaan
Zulm hai yahaan wahaan
Hoshiyaar naujawaan
Khabardaar naujawaan
Hoshiyaar naujawaan
Jaag ae naujawaan
Jal rahaa tera makaan
Jal rahaa hai hindustaan
Jal rahaa hai aashiaan
Ujad rahaa hai gulsitaan
Jal rahaa hai aashiaan
Ujad rahaa hai gulsitaan
So rahaa hai baagbaan
Muskuraa rahi khizaan
So rahaa hai baagbaan
Muskuraa rahi khizaan
Hoshiyaar naujawaan
Khabardaar naujawaan
Hoshiyaar naujawaan
Jaag ae naujawaan
Jal rahaa tera makaan
Jal rahaa hai hindustaan
Lut rahaa hai karwaan
Kat rahe hain bezubaan
Lut rahaa hai karwaan
Kat rahe hain bezubaan
Dekh dekh naujawaan
Mit rahaa tera nishaan
Dekh dekh naujawaan
Mit rahaa tera nishaan
Hoshiyaar naujawaan
Khabardaar naujawaan
Hoshiyaar naujawaan
Jaag ae naujawaan
Jal rahaa tera makaan
Jal rahaa hai hindustaan.


