Gori Kab Se Lyrics

Gori Kab Se Lyrics Lyrics

“Gori Kab Se” Song Details:

Movie: Phool Bane Angaray (1991)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Anjaan
Composer(s): Bappi Lahiri
Music Director(s): Bappi Lahiri
Genre(s): Dance
Director(s): K.C. Bokadia
Music Label: © Venus Records
Starring: Rekha, Rajnikanth, Prem Chopra, Charan Raj, Shafi Inamdar, Dalip Tahil, Parikshat Sahni, Aparajita, Alok Nath, Bindu, Jagdish Raj, Beena Banerjee, Senthil
Release on: 12th July, 1991

Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Le ja sath apne sath
Aayi piya milan ki raat
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath

Karwat badal ke raina
Bite tanhayi tadpaye
Tanhayi tadpaye
Oye hoye tanhayi tadpaye
O piya milan ki pyas
Jiya mein koi agan lagaye
Koi agan lagaye
Oye hoye koi agan lagaye
Aaye yaad teri yaad
Neend na aye sari raat
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath

Aaye aake chhaye
Badra bin barse ud jaaye
Bin barse ud jaaye
Oye hoye bin barse ud jaaye
Abke baras to sawan tapte
Man ki tapan bhujaye
Man ki tapan bhujaye
Oye hoye man ki tapan bhujaye
Ho bhige sath dono
Sath ho jaaye aisi barsat
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath

Chudi chhanke kangana khanke
Bindiya kare ishare
Bindiya kare ishare
Oye hoye bindiya kare ishare
Ghunghata se chhup
Chhup kar jhanke
Do naina kajrare
Do naina kajrare
Oye hoye do naina kajrare
O sun le baat dil ki baat
Tham le mehandi wale hath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Le ja sath apne sath
Aayi piya milan ki raat
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath
Gori kab se huyi jawan
Banna le ja apne sath.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top