gParwaane Ho Parwaane Lyrics

gParwaane Ho Parwaane Lyrics Lyrics

“gParwaane Ho Parwaane” Song Details:

Movie: Pardesi Mehmaan (1948)
Singer(s): Husn Bano, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s): Pandit Indra Chandra
Composer(s): Hansraj Behl
Music Director(s): Hansraj Behl
Genre(s): Playful
Director(s): Aspi Irani
Music Label: © Saregama
Starring: Kamal Kapoor
Release on: 1st January, 1948

Parwaane ho parwaane
Parwaane ho parwaane
Tu kya jalna jaane
Maane ya na maane
Maane ya na maane
Jalna seekh shama se pagle
Jalna seekh shama se pagle
Phir jal jaa deewaane
Phir jal jaa deewaane
Ae shama tu kya pehchaane
Ae shama tu kya pehchaane
Parwaane ke dil ki jalan ko
Parwaane ke dil ki jalan ko
Parwaana hi jaane
Parwaana hi jaane
Parwaane ho parwaane
Parwaane ho parwaane

Udd kar aata
Preet jataata
Udd kar aata
Preet jataata
Jal ke paata naam
Haan jal ke paata naam
Jal ke paata naam
Haan jal ke paata naam
Chupke chupke jalne waali
Chupke chupke jalne waali
Huyi shama badnaam
Huyi shama badnaam
Ye dard kaun pehchaane
Ye dard kaun pehchaane
Ye dard kaun pehchaane
Parwaane ho parwaane
Parwaane ho parwaane

Jaan boojh kar bhi parwaana
Aag se preet lagaata
Aag se preet lagaata
Jaan boojh kar bhi parwaana
Aag se preet lagaata
Aag se preet lagaata
Udta girta jalta marta
Udta girta jalta marta
Preet ki reet nibhaata
Preet ki reet nibhaata
Tu to jalaana jaane
Tu to jalaana jaane
Tu kya jalnaa jaane
Parwaane ho parwaane
Parwaane ho parwaane.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top