Gulbadan Lyrics

Gulbadan Lyrics Lyrics

“Gulbadan” Song Details:

Movie: Firangi (2017)
Singer(s): Mamta Sharma
Lyricist(s): Ashraf Ali, Krishna Bharadwaj
Composer(s): Jatinder Shah
Music Director(s): Jatinder Shah
Genre(s): Mujra
Director(s): Rajiv Dhingra
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Kapil Sharma, Ishita Dutta, Monica Gill
Release on: 1st December, 2017

Husn ko parde ki
Zarurat nahi ae ghalib
Kaun hosh mein rehta hai
Mujhe dekhne ke baad

Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Aur main apne aap mein magan magan magan…

Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein..haan, haan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein..haan, haan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein…

Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Aur main apne aap mein magan magan magan…
Ho ho..
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein…haan, haan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein…

Chunoti de rahi hai
Laali meri aftab ko
Wo chand chhup gaya jo
Dekha rukh-e-mahtaab ko


Gadar mein saath leke chalun thand aur agan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein.. Haan, haan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein..

Qayamat hoon main sar se paon tak, aye haye…
Qayamat hoon
Udaaye khwaab aankhon se wohi, aaye haye…
Main chaahat hoon

Khud behkegi, behkayegi
Meri jaan mujhe marwayegi
Khud behkegi, behkayegi
Marwayegi, marwayegi…

Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Aur main apne aap mein magan magan magan…
Ho ho..
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein…haan, haan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein…

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top