Haalaat Maikade Ke Lyrics

“Haalaat Maikade Ke” Song Details:

Album/Label: Nishaniyan (2006)
Singer(s): Chandan Dass
Composer(s): Chandan Dass
Music Director(s): Chandan Dass
Genre(s): Ghazal
Starring: Chandan Dass
Release on: 1st January, 1970

Haalaat maikade ke
Karvat badal rahe hai
Haalaat maikade ke
Karvat badal rahe hai
Saaqi behek raha hai
Saaqi behek raha hai
Maikash sambhal raha hai
Haalaat maikade ke
Karvat badal rahe hai

Tum shoak se manaao
Jashne bahaar yaara
Tum shoak se manaao
Jashne bahaar yaara
Iss roshani se lekin
Iss roshani se lekin
Kuchh ghar bhi jal rahe hai
Saaqi behek raha hai
Saaqi behek raha hai
Maikash sambhal raha hai
Haalaat maikade ke
Karvat badal rahe hai

Kis ko bataye kab se
Hum zindagi ke raahi
Kis ko bataye kab se
Hum zindagi ke raahi
Phoolo ki aarzoo mein
Kaanto pe chal rahe hai
Phoolo ki aarzoo mein
Kaanto pe chal rahe hai
Saaqi behek raha hai
Saaqi behek raha hai
Maikash sambhal raha hai
Haalaat maikade ke
Karvat badal rahe hai

Pehale to meri kashti
Tufaan mein chhod aaye
Pehale to meri kashti
Tufaan mein chhod aaye
Saahil pe ab na jaane
Saahil pe ab na jaane
Kyun haath mal rahe hai
Saaqi behek raha hai
Saaqi behek raha hai
Maikash sambhal raha hai
Haalaat maikade ke
Karvat badal rahe hai

Haalaat maikade ke
Karvat badal rahe hai
Saaqi behek raha hai
Saaqi behek raha hai
Maikash sambhal raha hai
Haalaat maikade ke
Karvat badal rahe hai.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top