Haan Mujhe Pyaar Hua Allah Miya Lyrics

Haan Mujhe Pyaar Hua Allah Miya Lyrics Lyrics

“Haan Mujhe Pyaar Hua Allah Miya” Song Details:

Movie: Judaai (1997)
Singer(s): Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Lyricist(s): Sameer
Composer(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director(s): Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Genre(s): Love
Director(s): Raj Kanwar
Music Label: © Venus
Starring: Anil Kapoor, Sridevi, Urmila Matondkar
Release on: 1st February, 1997

Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Tujhe nahin dekhoon to jiya nahin maane
Haal mera kya hai ye mera khuda jaane
Tujhe nahin dekhoon to jiya nahin maane
Haal mera kya hai ye mera khuda jaane
Tujhse milne julne ke mil gaye bahaane
Nazar mili aise ki ban gaye fasaane
Dekha jab khwaab to deedar hua allahmiya
Dekha jab khwaab to deedar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya

Teri meri chaahat ka baras raha saawan
Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan
Teri meri chaahat ka baras raha saawan
Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan
Khulke mile aashiq to toot gaye bandhan
Jawaan dilwalon ka aaj hua sangam
Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya
Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top