Haan Wahi Lamhe Lyrics

Haan Wahi Lamhe Lyrics Lyrics

“Haan Wahi Lamhe” Song Details:

Album/Label: Ishq Lamhe (2013)
Singer(s): Suha Khan
Lyricist(s): Jaspal Moni
Composer(s): Jaspal Moni
Music Director(s): Jaspal Moni
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Rashid Khan, Suha Khan, Ameeta Parsuram
Release on: 29th April, 2013

Haan wahi lamhe jinhe
Haan wahi lamhe jinhe
Pyaar ne mehkaya hain
Haan wahi lamhe jinhe
Pyaar ne mehkaya hain
Unn hi lamho ke shiva
Kya mera sarmaya hain
Haan wahi lamhe jinhe
Pyaar ne mehkaya hain

Baad muddat bhi
Dawa hain ke tere dil par
Baad muddat bhi
Dawa hain ke tere dil par
Mere mayane mohobbat
Ka nasha chhaya hain
Haan wahi lamhe jinhe
Pyaar ne mehkaya hain

Jab ke dafna ne diya
Aur bhula na chaha
Jab ke dafna ne diya
Aur bhula na chaha
Phir bhi maaji ka mere
Haal pe kyun saya hain
Haan wahi lamhe jinhe
Pyaar ne mehkaya hain

Ishq masoom hain
Gustakh nahi hain humdam
Ishq masoom hain
Gustakh nahi hain humdam
Mujhko phir teri nazar
Yaa tale behkaya hain
Haan wahi lamhe jinhe
Pyaar ne mehkaya hain
Haan wahi lamhe jinhe
Pyaar ne mehkaya hain
Unn hi lamho ke shiva
Kya mera sarmaya hain
Haan wahi lamhe jinhe
Pyaar ne mehkaya hain
Pyaar ne mehkaya hain
Pyaar ne mehkaya hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top