Haaniya Lyrics

Haaniya Lyrics Lyrics

“Haaniya” Song Details:

Album/Label: Adhuri Himani
Singer(s): Himani Kapoor
Lyricist(s): Ajay Jhingran
Composer(s): Harpreet Singh
Music Director(s): Harpreet Singh
Genre(s): Romantic
Music Label: © Saregama
Starring: Himani, Harpreet Singh
Release on: 1st January, 2007

Bin tere tanhaa jeena nahi hai
Teri wafa pe dil ko yakeen hai
Aa mitaa de dooriyaan
Faasle kyun darmiyaan
Mere haaniya dilbar jaaniya
Mere haaniya dilbar jaaniya

Bin tere tanhaa jeena nahi hai
Teri wafa pe dil ko yakeen hai
Aa mitaa de dooriyaan
Faasle kyun darmiyaan
Mere haaniya dilbar jaaniya
O mere haaniya dilbar jaaniya

Guzare lamhon ke manzar
Aankhon mein chhaye sanam
Be-wajaah zindagi ye
Tanhaa tere kasam
Chaaron taraf tanhaaiya
Dhundhali huyi parchhaiyaan
Mere haaniya dilbar jaaniya
O mere haaniya dilbar jaaniya

Haaniya ve o haaniya
Haaniya

Teri hi aarzoo main
Hone lagi main fanaa
Bekhudi ka hai aalam
Ghumshum hai dil ka jahaan
Saanso mein hai betaabiyaan
Dhadkan ne li angadaaiya
Mere haaniya dilbar jaaniya
O mere haaniya dilbar jaaniya


Bin tere tanhaa jeena nahi hai
Teri wafa pe dil ko yakeen hai
Aa mitaa de dooriyaan
Faasle kyun darmiyaan
Mere haaniya dilbar jaaniya
Mere haaniya dilbar jaaniya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top