Haath Mein Haath Lyrics

Haath Mein Haath Lyrics Lyrics

“Haath Mein Haath” Song Details:

Album/Label: Dastaan (1995)
Singer(s): Ali Haider
Genre(s): Masti

Haath mein haath liye
Chale yunhi karvan
Apni zameen hai apna hai aasmaan
Aaeinge hum aayegi khushi
Manzil chahey mushkil sahi
Aage badho
Haath mein haath liye chale yunhi karvan
Apni zameen hai apna hai aasmaan

Aangan aangan khushiyan manai
Apni zameen ko mil ke sajaain
Yehi hai dua
Haath mein haath liye chale yunhi karvan
Apni zameen hai apna hai aasmaan

Wadaa karo saath chalein
Iraada karo saath jeeyen
Yun hi sada
Haath mein haath liye chale yunhi karvan
Apni zameen hai apna hai aasmaan

Veeran raahein roshan banaein
Bhatke huon ko rasta dikhaein
Jeeney ka
Haath mein haath liye chale yunhi karvan
Apni zameen hai apna hai aasmaan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top