Hai Kali Kali Ke Lab Par Lyrics

Hai Kali Kali Ke Lab Par Lyrics Lyrics

“Hai Kali Kali Ke Lab Par” Song Details:

Movie: Lala Rukh (1958)
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Kaifi Azmi
Composer(s): Mohammed Zahur Khayyam
Music Director(s): Mohammed Zahur Khayyam
Genre(s): Dance
Director(s): Akhtar Siraj
Music Label: © Saregama
Starring: Talat Mahmood, Shyama, Vikram Kapoor, Radhika

Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana
Mere gulsitaan ka sab kuchh
Teraa sirf muskurana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana
Mere gulsitaan kaa sab kuchh
Teraa sirf muskurana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana

Ye khule khule se gesu
Uthe jaise badliyaan si
Ye jhuki jhuki nigaahen
Gire jaise bijliyaan si
Tere naachte kadam mein hai
Bahaar ka khazaana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn kaa fasaana
Mere gulsitaan kaa sab kuchh
Tera sirf muskurana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana

Tera jhoomna machalna
Jaise zar badal badal ke
Mera dil dhadak raha hai
Tu lachak sambhal sambhalke
Kahin ruk na jaaye zaalim
Is mod par zamaana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana
Mere gulsitaan ka sab kuchh
Tera sirf muskuraana
Hai kali kali ke lab par
Tere husn ka fasaana.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top