“Hamne Maana Ke Tagaaful Na” Song Details:
| Movie: | Mirza Ghalib (1954) |
| Singer(s): | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) |
| Lyricist(s): | Shakeel Badayuni |
| Composer(s): | Ghulam Mohammad |
| Music Director(s): | Ghulam Mohammad |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | Sohrab Modi |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Bharat Bhushan, Suraiya, Nigar Sultana, Durga Khote, Murad, Mukri, Ulhas, Kumkum, Iftekhar |
Hamne mana aa
Ke tagaaful na karoge lekin
Khaaq ho jaayenge ham
Tumko khabar hone takk
Khaaq ho jaayege ham
Husn-e-gham ek kasaa
Kasse chhutaa mere baad
Baari aaraam se hai
Ahl-e-zafaa mere baad
Shamaa bujhti hai to usme se
Dhuaan aa aa uthtaa hai ae
Sholaa-e-ishq siyaa
Posh hua mere baaad
Gham se martaa ho ke
Itna nahin duniya mein koi
Kyun kare taaziyat
Mehar-o-wafa mere baad
Aaye hai bekasi-e
Ishq pe rona ghalib
Ishq ghar jaayega
Sailaab-e-balaa mere baad.


