Hansne Waalon Ko Rulaaoge Lyrics

Hansne Waalon Ko Rulaaoge Lyrics Lyrics

“Hansne Waalon Ko Rulaaoge” Song Details:

Movie: Din Raat (1945)
Singer(s): Snehaprabha Pradhan
Lyricist(s): Santokh Nadim
Composer(s): Dada Chandekar
Music Director(s): Dada Chandekar
Genre(s): Playful
Director(s): Shorey
Music Label: © Saregama
Starring: P. Banerjee, Snehprabha
Release on: 1st January, 1945

Hansne waalon ko rulaaoge
Ye maaloom na thha
Meri duniya hi mitaaoge
Ye maaloom na thha
Hansne waalon ko rulaaoge
Ye maaloom na thha

Tum gaye neend gayi ee ee
Chain ka saamaan gaya aa
Aisa toofaan uthhaaoge
Ye maaloom na thha
Hansne waalon ko rulaaoge
Ye maaloom na thha

Chaandni raatein gayin ee
Pyaar ki baatein aen aen bhi gayin
Chaandni raatein gayi
Pyaar ki baatein bhi gayi
Chandni raatein gayi
Pyaar ki baatein bhi gayi
Ye zamaana bhi dikhaaoge
Ye maaloom na thha
Hansne waalon ko rulaaoge
Ye maaloom na thha

Main sahi ee eelaakh buri
Tum to magar achhe thhe ae ae ae
Dil mera tod ke jaaoge
Ye maaloom na tha
Hansne waalon ko rulaaoge
Ye maloom na thha
Meri duniya hi mitaaoge
Ye maaloom na thha.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top