“Har Baat Par” Song Details:
| Album/Label: | Aapas Ki Baat |
| Singer(s): | Bhupinder Singh |
| Composer(s): | Bhupinder Singh |
| Music Director(s): | Bhupinder Singh |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Mitalee Singh, Bhupinder Singh |
| Release on: | 12th April, 2000 |
Har baat par sawaal uthaya na kijiye
Har baat par sawaal uthaya na kijiye
Aisi haseen shaam haseen shaam
Aisi haseen shaam ghawaya na kijiye
Har baat par sawaal uthaya na kijiye
Har baat par sawaal
Main jaanta hoon aapko ho jayega nasha
Main jaanta hoon aapko ho jayega nasha
Main jaanta hoon aapko ho jayega nasha
Sheeshe mein khud se aankh milaya na kijiye
Sheeshe mein khud se aankh milaya na kijiye
Har baat par sawaal
Dil aagaya kisi ka to phir kyaa karege aap
Dil aagaya kisi ka to phir kyaa karege aap
Dil aagaya kisi ka to phir kyaa karege aap
Sab se talukaat badhaya na kijiye
Sab se talukaat badhaya na kijiye
Har baat par sawaal
Ye meri aur aapki aapas ki baat hain
Ye meri aur aapki aapas ki baat hain
Ye meri aur aapki aapas ki baat hain
Apni saheli o ko bataya na kijiye
Apni saheli o ko bataya na kijiye
Aisi haseen shaam haseen shaam
Aisi haseen shaam ghawaya na kijiye
Har baat par sawaal uthaya na kijiye
Har baat par sawaal.


