“Har Taraf Andhera Hain” Song Details:
| Movie: | Jaanisaar (2015) |
| Singer(s): | Sukhwinder Singh |
| Lyricist(s): | Rahi Masoom Raza |
| Composer(s): | Muzaffar Ali, Ustad Shafqat Ali Khan |
| Music Director(s): | Muzaffar Ali, Ustad Shafqat Ali Khan |
| Genre(s): | Pop |
| Director(s): | Muzaffar Ali |
| Music Label: | © Zee Music Company |
| Starring: | Imran Abbas, Pernia Qureshi, Muzaffar Ali, Dalip Tahil, Abid Yunus Khan, Carl Wharton |
| Release on: | 7th August, 2015 |
Har taraf andhera hain
Roshni nahi milti
Dur dur dhundhe se
Zindagi nahi milti
Kaun si jagah hai ye
Kuchh pata nahi chalta
Iss sadak pe kya koi
Kaafila nahi chalta
Raasta bhi aur dil bhi
Saaye saaye saaye saaye
Karta hai
Ek sehma sehma hai
Ik dhadakte darta hai
Haan jala lu ik mashaal
Kuchh toh roshni hogi
Raaste ki wehshat mein
Kuchh na kuchh kami hogi.


