Hariyalaa Banna Lyrics

Hariyalaa Banna Lyrics Lyrics

“Hariyalaa Banna” Song Details:

Movie: Razia Sultan (1983)
Singer(s): Asha Bhosle, Jagjeet Kaur
Lyricist(s): Muqtida Hasan Nida Fazli
Composer(s): Mohammed Zahur Khayyam
Music Director(s): Mohammed Zahur Khayyam
Genre(s): Wedding
Director(s): Kamal Amrohi
Music Label: © Saregama
Starring: Dharmendra, Hema Malini, Parveen Babi
Release on: 30th August, 1982

Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya
Choti goondhe ghataa
Paanv choome hina
Maang moti bhari
Maathe jhoomar saja
Choti goondhe ghataa
Paanv choome hina
Maang moti bhari
Maathe jhoomar saja
Banni ke jo man bhaaya re

Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya

Mil gayeen raahaten
Jaag utheen kismaten
Mil gayeen raahaten
Jaag utheen kismaten
Chhod kar aasman
Gaeen jannaten
Hooron ne shagan gaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya

Devataaon ke man
Hain kushi se magan
Pi se milane chali
Saj ke razia dulhan
Devataaon ke man
Hain kushi se magan
Pi se milane chali
Saj ke razia dulhan
Kushiyon ke chaman laaya re

Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya


Ya kuda ye kushi
Ye masarrat rahe
Doolha dulhan ki
Jodi salaamat rahe
Rahati duniya talak
Ye muhabbat rahe
Saare aalam mein
Malika ki azamat rahe
Rahamat ka samaan chhaaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya re
Hariyaala banna aaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top