“Has Kar Shararat” Song Details:
| Movie: | Jung Aur Aman (1968) |
| Singer(s): | Krishna Kalle |
| Lyricist(s): | Hasrat Jaipuri |
| Composer(s): | G.S. Kohli |
| Music Director(s): | G.S. Kohli |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Nanabhai Bhatt |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Dara Singh Randhawa, Mumtaz, Jayant, Murad, Nadira, Rajan Haksar, Mohan Choti |
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ghayal jigar pe mere
Palko ki tuti suyi
Kuch aisa teer chhoda
Rehti hu khoyi khoyi
Champa ki daal hu main
Lekin hu chhui mui
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Aanchal sambhalu jo main
Sar se wo dhal na jaaye
Ulfat karar keh ke
Aankhon se chhalka jaaye
Usko chhupau kaise
Chehre se dhal na jaaye
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi.


