Hasna Gana Mauj Lyrics

Hasna Gana Mauj Lyrics Lyrics

“Hasna Gana Mauj” Song Details:

Movie: Circus Queen (1959)
Lyricist(s): Naqsh Lyallpuri
Composer(s): Shafi M. Nagri
Music Director(s): Shafi M. Nagri
Genre(s): Masti

Hasna gana mauj udana
Hasna gana mauj udana
Dhum machana sikha
Gum ki tej hava me
Humne deep jalana sikha

Koi gardar hai koi majdur hai
Koi khush hal or koi majdur hai
Koi gardar hai koi majdur hai
Koi khush hal or koi majdur hai
Hai duniya nam ki sita
Apni apni kismat hai ye
Sikva nahi kisi ka

Kabhi kadkati dhup na dekhi
Kabhi na dekhi chhavn
Kabhi na dekhi chhavn
Kabhi kadkati dhup na dekhi
Kabhi na dekhi chhavn
Kabhi na dekhi chhavn
Kabhi na humne himat hari
Kabhi na ukhde pav
Kabhi na humne himat hari
Kabhi na ukhde pav
Kabhi na dekhi chhavn
Kabhi na humne himat hari
Kabhi na ukhde pav
Mehant karke apne jivan
Aap bana sikha

Humne is dharti pe lakho
Sukh ke mehal basaye
Sukh ke mehal basaye
Humne is dharti pe lakho
Sukh ke mehal basaye
Sukh ke mehal basaye
Sagar ko muthi me banda
Parvat se takraye
Sagar ko muthi me banda
Parvat se takraye
Sagar ko muthi me banda
Parvat se takraye
Humne chand sitaro me bhi
Aana jana sikha
Hasna gana mauj udana
Hasna gana mauj udana
Dhum machana sikha
Gum ki tej hava me
Humne deep jalana sikha.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top