Hath Mein Leke Mera Hath Lyrics

Hath Mein Leke Mera Hath Lyrics Lyrics

“Hath Mein Leke Mera Hath” Song Details:

Album/Label: Sukoon (1983)
Singer(s): Hariharan
Lyricist(s): Shahid Meer
Composer(s): Hariharan
Music Director(s): Hariharan
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Saregama
Starring: Hariharan

Hath mein leke mera hath
Ye waada karlo
Hath mein leke mera hath
Ye waada karlo
Ab na chhodoge kabhi saath
Ye waada karlo
Hath mein leke mera hath
Ye waada karlo

Tum na badlonge
Badalte huye mausam ki tarah
Tum na badloge
Badalte huye mausam ki tarah
Beetne wali hain barasat
Ye waada karlo
Beetne wali hain barasat
Ye waada karlo

Log halaat badalte hi
Badal jaate hain
Log halaat badalte hi
Badal jaate hain
Tum na badloge rivayaat
Ye waada karlo
Tum na badloge rivayaat
Ye waada karlo
Ab na chhodoge kabhi saath
Ye waada karlo

Tum to waade bhi bhula dete ho
Aksar sahid
Tum to waade bhi bhula dete ho
Aksar sahid
Ab na bhuloge koi baat
Ye waada karlo
Ab na bhuloge koi baat
Ye waada karlo
Ab na chhodoge kabhi saath
Ye waada karlo
Hath mein leke mera hath
Ye waada karlo.

 

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top