Honth Bhale Inkar Kare Lyrics

Honth Bhale Inkar Kare Lyrics Lyrics

“Honth Bhale Inkar Kare” Song Details:

Movie: Bandie (1978)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Indeevar
Composer(s): Shyamal Mitra
Music Director(s): Shyamal Mitra
Genre(s): Dance
Director(s): Alo Sircar
Music Label: © Saregama
Starring: Bindu, Master Bittoo

Hoth bhale inkar kare
Ikrar nahi chupta hai
Lakh ise parde me chupao
Pyar nahi chupta hai
Hoth bhale inkar kare
Ikrar nahi chupta hai
Ikrar nahi chupta hai
Lakh ise parde mein chupao
Pyar nahi chupta hai

Husn idhar hai pyar udhar hai
Aur idhar hai jamana
Husn idhar hai pyar udhar hai
Aur idhar hai jamana
Hum bhi dekhe aaj banega
Iska kon nishana
Dilwalo ki nazro se
Dildar nahi chupta hai
Hoth bhale inkar kare
Ikrar nahi chupta hai
Lakh ise parde mein chpao
Pyar nahi chupta hai

Dost or dusman sab milte hai
Duniya ki galiyon mein
Dost or dusman sab milte hai
Duniya ki galiyon mein
Daman apna rakhna bachake
Kate bhi hai kaliyo mein
Diware bhi sunti hai
Izhar nahi chupta hai
Hoth bhale inkar kare
Ikrar nahi chupta hai
Lakh ise parde me chpao
Pyar nahi chupta hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top