Humare Ram Aye Hai Lyrics

Humare Ram Aye Hai Lyrics Lyrics

“Humare Ram Aye Hai” Song Details:

Label: Kashish Music
Singer(s): Sonu Nigam
Lyricist(s): Abhishek Thakur
Music Director(s): Abhishek Thakur
Genre(s): Bhajan, Ram Bhajan
Music Label: © Kashish Music
Starring: Arun Govil, Dipika Chikhlia, Sunil Lahri, Surendra Pal

400 Saal Ke Baad Hai Ye Shubh Ghadi Aayi
400 Saal Ke Baad Hai Ye Shubh Ghadi Aayi
Avadh Mein Ram Aaye Hain Siya Ke Ram Aaye Hain
Avadh Mein Ram Aaye Hain Siya Ke Ram Aaye Hain
Hamare Ram Aaye Hain Tumhare Ram Aaye Hain
Hamare Ram Aaye Hain Tumhare Ram Aaye Hain

Raghupati Raaghav Raja Ram Patit Pavan Sita Ram
Raghupati Raaghav Raja Ram Patit Pavan Sita Ram
He Ram He Ram He Ram He Ram

Jagat Ke Swaami Antaryami
Maryada Purushottam Sabse Gyani

Ram Ne Dharm Diya Ram Ne Karm Kiya
Pita Ke Vachan Ke Khatir Van Mein Prawas Kiya

400 Saal Ke Baad Hai Ye Shubh Ghadi Aayi
Raghukul Ke Shaan Aaye Hain
Mithala Ke Man Aaye Hai
Hamare Ram Aaye Hain Tumhare Ram Aaye Hain


Ram Hi Saty Hai Ram Hi Tatv Hai
Ram Hi Is Jag Ke Jeevan Ka Chakr Hain

Kan Kan Mein Ram Hai
Har Kshan Mein Ram Hai
Jeevan Ke Baad Bhi Raghav Ka Naam Hai

400 Saal Ke Baad Hai Ye Shubh Ghadi Aayi
Mahabala Naath Aaye Hain Laakhan Bhi Saath Aaye Hain

Hamare Ram Aaye Hain Tumhare Ram Aaye Hain
Raghupati Raaghav Raja Ram Patit Pavan Sita Ram
Raghupati Raaghav Raja Ram Patit Pavan Sita Ram

He Ram He Ram He Ram He Ram
He Ram He Ram He Ram He Ram

Raja Ram Raja Ram Raja Ram Raja Ram
Raja Ram Raja Ram Raja Ram Raja Ram

He Ram Raja Ram He Ram Raja Ram
He Ram He Ram He Ram He Ram

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top