Humdard Tu Ban Gaya Lyrics

Humdard Tu Ban Gaya Lyrics Lyrics

“Humdard Tu Ban Gaya” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Sakshi Holkar
Lyricist(s): Kausar Jamot
Music Director(s): Kausar Jamot
Genre(s): Playful
Music Label: © Zee Music Company

Saab Rangon Se Behtar Hain Ishq Ka Rang
Jo Laga Hain Mujhe Ye Piya Tere Sang
Saab Rangon Se Behtar Hain Ishq Ka Rang
Jo Laga Hain Mujhe Ye Piya Tere Sang

Kehti Hain Sabnam Ki Nami Ye
Rahte Nahi Mere Paoon Jameen Pe
Jab Se Tujhko Maine Pa Liya

Tere Bin Mahiya Nahi Laage Jiya
Mera Humdard Tu Ban Gaya Hain Piya
Tere Bin Mahiya Nahi Laage Jiya
Mera Humdard Tu Ban Gaya Hain Piya

Kya Hawaao Kya Ghata Kya Fijja Kya Shama Hain
Gardishon Mein Sitara Tere Naam Ka Hain
Ye Yakin Hain Mujhe Na Milega Koi
Tere Jaisa Hassi Iss Jahaan Mein

Khubsoorat Ye Pal Tere Sang Jee Rahi
Mere Ishq Ka Rang Aasmani Hua Hai
Tune Dil Se Mujhe Hain Chuliya


Tere Bin Mahiya Nahi Laage Jiya
Mera Humdard Tu Ban Gaya Hain Piya
Tere Bin Mahiya Nahi Laage Jiya
Mera Humdard Tu Ban Gaya Hain Piya

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top