In Raahon Mein Lyrics

In Raahon Mein Lyrics Lyrics

“In Raahon Mein” Song Details:

Movie: The Archies
Singer(s): Arijit Singh
Lyricist(s): Javed Akhtar
Composer(s): Shankar-Ehsaan-Loy
Music Director(s): Shankar-Ehsaan-Loy
Genre(s): Playful
Director(s): Zoya Akhtar
Music Label: © Sony Music India
Starring: Agastya Nanda, Khushi Kapoor, Suhana Khan, Vedang Raina
Release on: 7th December, 2023

Naye Naye Se Rang Hain Jo Pal Pal Mein
Toh Zindagi Hai Ek Anokhi Halchal Mein
Aao Na In Raahon Mein

Naye Naye Se Rang Hain Jo Pal Pal Mein
Toh Zindagi Hai Ek Anokhi Halchal Mein
Aao Na In Raahon Mein

Aage Aage Raasta
Jo Chalta Jaata Hai
Saara Saara Hi Samaa
Jhoomta Gaata Hai
Koi Geet Sunaata Hai

Naya Naya Hai Josh Naye Sapne Hain
Yeh Aasmaan Zameen Saare Apne Hain
Aao Na In Raahon Mein


Nayi Nayi Rut Hai Naya Mausam Hai
Humein Har Doori Lagti Kam Hai
Aao Na In Raahon Mein

Aage Aage Aage Aage Raasta
Jo Chalta Jaata Hai
Saara Saara Saara Saara Hi Samaa
Jhoomta Gaata Hai
Koi Geet Sunaata Hai

Dil Ka Toh Hai Kehna
Hum Ko Saath Hai Rehna
Keh Do Sab Se Keh Do

Aage Aage Raasta
Jo Chalta Jaata Hai
Saara Saara Hi Samaa
Jhoomta Gaata Hai
Koi Geet Sunaata Hai

Aage Aage Aage Aage Raasta
Jo Chalta Jaata Hai
Saara Saara Saara Saara Hee Samaa
Jhoomta Gaata Hai
Koi Geet Sunaata Hai

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top