Inse Milye Lyrics

Inse Milye Lyrics Lyrics

“Inse Milye” Song Details:

Movie: Sone Ke Haath (1973)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Rajendra Krishan
Composer(s): Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director(s): Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Genre(s): Dance, Party
Director(s): P. D. Shenoy
Music Label: © Saregama
Starring: Sanjay Kapoor, Babita, Amrish Puri, Durag, Hari Shivdasani

Inse miliye ye yaro ke yar bhi hai
Dil ka karar bhi hai
Inse miliye ye yaro ke yar bhi hai
Dil ka karar bhi hai allah kasam
Inse miliye

Mil jaye ek bar kar baithe wo pyar
Jane aisi kasis kya janab me hai
Jane aisi kasis kya janab me hai
Use inka gulam inki chahat ka jam
Pike bolo maja kya sharab me hai
Pike bolo maja kya sharab me hai
Inse miliye ye yaro ke yar bhi hai
Dil ka karar bhi hai allah kasam
Inse miliye

Sokh inka mizaz kare dunia me aaj
Kaun hai jo na inka diwana bane
Kaun hai jo na inka diwana bane
Dekho hoke karib inke mahfil na dekh
Yaha aake shama bhi parwana bane
Yaha aake shama bhi parwana bane
Inse miliye ye yaro ke yar bhi hai
Dil ka karar bhi hai allah kasam
Inse miliye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top