Intezar Ka Aalam Lyrics

Intezar Ka Aalam Lyrics Lyrics

“Intezar Ka Aalam” Song Details:

Movie: Shera Daku (1966)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Composer(s): Ganesh
Genre(s): Sad
Director(s): Radhakant
Music Label: © Saregama
Starring: Sheikh Mukhtar, Nishi, Randhwa, Sunder, Kamran, Kumkum, Rajan Kapoor

Intzar ka aalam tanhayi aur hum
Hone laga dard jawa ham hai yaha
Tu hai kaha
Aaja aaja
Intzar ka aalam tanhayi aur hum
Hone laga dard jawa hum hai yaha
Tu hai kaha aaja aaja
Intzar ka aalam

Nazar pathar se takrai
Palat ke har sada aayi
Mujhe diwana kar degi
Ye khamoshi ye tanhayi
Milta nahi tera nisha
Hum hai yaha tu hai kaha
Aaja aaja
Intzar ka aalam

Tujhe dil ne pukara hai
Ke tu dil ka sahara hai
Tere kadmo me mar jana
Mujhe jeene se pyara hai
Chane laga gum ka sama
Hum hai yaha tu hai kaha
Aaja aaja
Intzar ka aalam.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top