Is Bairan Taqdeer Ko Lyrics

Is Bairan Taqdeer Ko Lyrics Lyrics

“Is Bairan Taqdeer Ko” Song Details:

Movie: Mahaveera (1988)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director(s): Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Genre(s): Sad
Director(s): Naresh Saigal
Music Label: © T-Series
Starring: Krishna A.R, Salma Agha, Raj Babbar, Beena Banerjee, Prem Chopra, Dharmendra, Utpal Dutt, Dimple Kapadia, Raaj Kumar, Vinod Mehra, Mac Mohan, Raza Murad, Anita Raj ,Dara Singh, Shatrughan Sinha,
Release on: 15th June, 1988

Is bairan taqdeer ko tha
Jo na hamse bair
Phir bhi maang rahein hum
Aye logo sab ki khair

Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari

Main bhookhi reh sakti hoon
Par in bacho ka kyaa karoon
Main bhookhi reh sakti hoon
Par in bacho ka kyaa karoon
Is jeene se maut aajaye
Hamsab ko ye duaa karu
Ye jeevan balawan bada
Ye jeevan balawan bada
Main ik nirabal naari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Humko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari

Aisa waqt pada hampar
Jo kisi par pad sakta hain
Aisa waqt pada hampar
Jo kisi par pad sakta hain
Kaun bhala duniya mein
Apni kismat se lad sakta hain
Bhula panchhi kyaa karen
Bhula panchhi kyaa karen
Jab pichhe pade shikari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Humko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari

Duniya jisko thukadaye
Bhagwan sahara deta hain
Duniya jisko thukadaye
Bhagwan sahara deta hain
Dubne wali kasti ko
Tufan kinara deta hain
Dub saki na paar huyi
Dub saki na paar huyi
Main dukh dard ki maari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Humko aaj bhikhari
Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari


Saari duniya ho gayi
Dushaman aaj hamari
Is kismat ne bana diya
Humko aaj bhikhari
Humko aaj bhikhari.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top