“Is Duniya Mein Apna” Song Details:
| Movie: | Bhopal Express (1999) |
| Singer(s): | Jagjit Singh |
| Lyricist(s): | Nasir Kazmi |
| Composer(s): | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan |
| Music Director(s): | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan |
| Genre(s): | Ghazal |
| Director(s): | Mahesh Mathai |
| Music Label: | © Sony BMG |
| Starring: | Kay Kay Menon, Nethra Raghuraman, Zeenat Aman, Vijay Raaz, Bert Thomas |
| Release on: | 2nd December, 1999 |
Is duniya mein apna kya hai
Is duniya mein apna kya hai
Kahne ko sab kuch apna hai
Is duniya mein apna kya hai
Tere sath gayi vo ronak
Tere sath gayi vo ronak
Ab is sahar mein rakha kya hai
Ab is sahar mein rakha kya hai
Ab is sahar mein rakha kya hai
Is nagri ke kuch log ne
Is nagri ke kuch log ne
Dukh ka naam dava rakha hain
Dukh ka naam dava rakha hain
Dukh ka naam dava rakha hain.


