Is Duniya Mein Aurat Kya Hain Lyrics

Is Duniya Mein Aurat Kya Hain Lyrics Lyrics

“Is Duniya Mein Aurat Kya Hain” Song Details:

Movie: Ek Chadar Maili Si (1986)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Sudarshan Faakir
Composer(s): Anu Malik
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Sad
Director(s): Sukhwant Dhadda
Music Label: © T-Series
Starring: Rishi Kapoor, Hema Malini, Poonam Dhillon, Kulbhushan Kharbanda, Dina Pathak, A K Hangal, Shammi, Adarsh Gautam, Gita Siddharth, Sohni, Tarla Mehta
Release on: 28th August, 1986

Is duniya mein aurat kya hain
Is duniya mein aurat kya hain
Do lafzo ki ek kahani
Dil mein mamta aankh mein pani
Is duniya mein aurat kya hain
Do lafzo ki ek kahani
Dil mein mamta aankh mein pani
Is duniya mein aurat kya hain

Sadiyo se ye gham ki chita
Chehara khushi ka dhund rahi hain
Har aurat hain heer gawah ki
Waris apna dhund rahi hain
Dhund rahi hain dhund rahi hain
Is duniya mein aurat kya hain

Khel khilone chhod ke aurat
Babul ka ghar bhool na paye
Mudkar pichhe jab dekhe to
Har aurat ka dil bhar aaye
Dil bhar aaye dil bhar aaye
Is duniya mein aurat kya hain
Do lafzo ki ek kahani
Dil mein mamta aankh mein pani
Is duniya mein aurat kya hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top