Jaadu Sa Chal Gaya Lyrics

Jaadu Sa Chal Gaya Lyrics Lyrics

“Jaadu Sa Chal Gaya” Song Details:

Movie: Jaadu Sa Chal Gaya (2006)
Singer(s): Shreya Ghoshal, Vinay Tiwari
Composer(s): Nikhil, Vinay
Music Director(s): Nikhil, Vinay
Genre(s): Romantic
Director(s): Dev Basu
Starring: Rakesh Bapat, Sudhanshu Pandey, Meera Vasudevan, Supriya Karnik, Parikshat Sahni, Abhay Bhargava, Mumait Khan, Soundarya Garg

Jaadu sa chal gaya
Dil se dil mil gaya
Jaadu sa chal gaya
Dil se dil mil gaya
Pyar ka yeh chhane laga
Mujhko nasha mujhko nasha

Jaadu sa chal gaya
Dil se dil mil gaya
Jaadu sa chal gaya
Dil se dil mil gaya
Pyar ka yeh chhane laga
Mujhpe nasha mujhpe nasha
Jaadu sa chal gaya

Kitani suni suni thi dil ki galiya
Bas kante the nahin thi kaliya
Kitani suni suni thi dil ki galiya
Bas kante the nahin thi kaliya
Mere sanam meri kasam
Pass aao na
Baitho yaha jaane bhi do
Sharmao na
Jaadu sa chal gaya
Dil se dil mil gaya
Jaadu sa chal gaya
Dil se dil mil gaya
Pyar ka yeh chhane laga
Mujhpe nasha mujhpe nasha
Jaadu sa chal gaya

Kal tak jo lagata tha
Mujhko ek sapna
Banke jeevan mein
Aaya wo mere apna
Kal tak jo lagata tha
Mujhko ek sapna
Banke jeevan mein
Aaya wo mere apna
Yeh jo hua hona hi tha
Ek dil yaha
Mera jahan mujhko
Kata basna hi tha
Jaadu sa chal gaya
Dil se dil mil gaya
Jaadu sa chal gaya
Dil se dil mil gaya
Pyar ka yeh chhane laga
Mujhko nasha mujhko nasha
Jaadu sa chal gaya
Dil se dil mil gaya
Jaadu sa chal gaya
Dil se dil mil gaya
Pyar ka yeh chhane laga
Mujhpe nasha mujhpe nasha
Jaadu sa chal gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top