Jaadugar Mujhko Itna Bata Lyrics

Jaadugar Mujhko Itna Bata Lyrics Lyrics

“Jaadugar Mujhko Itna Bata” Song Details:

Movie: Flat No. 9 (1961)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Composer(s): Usha Khanna
Music Director(s): Usha Khanna
Genre(s): Playful
Director(s): Romesh Sharma
Music Label: © Saregama
Starring: Ashok Kumar, Saeeda Khan, Helen, Dhumal

Jaadugar mujhko itna bata
Dard kya hai muhabbat hai kya
Aankh ladti hai kyun
Baat badhti hai kyun
Bolo na bolo na
Jaadugar mujhko itna bata
Dard kya hai muhabbat hai kya
Aankh ladti hai kyun
Baat badhti hai kyun
Bolo na bolo na

Aap to sharma bhi gaye
Bin kahe ghabra bhi gaye
Aap to sharma bhi gaye
Bin kahe ghabra bhi gaye
Honth kaahe ruke ho
Nain kaahe jhuke
Honth kaahe ruke ho
Nain kaahe jhuke ji bolo na
Jaadugar mujhko itna bata
Dard kya hai muhabbat hai kya
Aankh ladti hai kyun
Baat badhti hai kyun
Bolo na bolo na

Mere sawaal ka jawaab to do
Dil ko dil ka hisaab to do
Mere sawaal ka jawaab to do
Dil ko dil ka hisaab to do
Tum to jaane lage
Ho dil dukhaane lage
Tum to jaane lage
Ho dil dukhaane lage ji bolo na
Jaadugar mujhko itna bata
Dard kya hai muhabbat hai kya
Aankh ladti hai kyun
Baat badhti hai kyun
Bolo na bolo na
Jaadugar mujhko itna bata
Dard kya hai muhabbat hai kya
Aankh ladti hai kyun
Baat badhti hai kyun
Bolo na bolo na.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top