“Jaane Kiske Khwaab” Song Details:
| Movie: | Guzaarish (2010) |
| Singer(s): | Krishnakumar Kunnath (K.K) |
| Lyricist(s): | A.M. Turaz |
| Composer(s): | Sanjay Leela Bhansali |
| Music Director(s): | Sanjay Leela Bhansali |
| Genre(s): | Love |
| Director(s): | Sanjay Leela Bhansali |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Hrithik Roshan, Aishwarya Rai |
| Release on: | 19th November, 2010 |
Jaane kiske khwaab
Takiye ke neeche raat, rakh jaati hai
Hala ke neendh nahi aati hai
Jaane kiske khwaab
Takiye ke neeche raat, rakh jaati hai
Jaagti aankhon mein bhi ab koi sota hai
Jab koi nahi hota, tab koi hota hai
Jaagti aankhon mein bhi ab koi sota hai
Jab koi nahi hota, tab koi hota hai
Jaane kiski baat
Honthon pe laake raat, rakh jaati hai
Hala ke neendh nahi aati hai.


