Jaane Kiya Kya Tune Ishaara Lyrics

Jaane Kiya Kya Tune Ishaara Lyrics Lyrics

“Jaane Kiya Kya Tune Ishaara” Song Details:

Movie: Adharm
Singer(s): Sonu Nigam
Lyricist(s): Sameer
Composer(s): Rajendra Shiv
Music Director(s): Rajendra Shiv
Genre(s): Dance
Director(s): Adeep Singh
Music Label: © Zee Records
Starring: Rahul Dev, Rocky Khanna, Sonali Kulkarni, Anupam Kher, Sayaji Shinde, Nowaz, Namrata Shirodkar
Release on: 6th January, 2006

Jaane kiya kya tune ishaara
Jaane kiya kya tune ishaara
Badla huaan hain sara nazara
Sara jahaan jagmagane laga hain
Dil haath se mera jaane laga hain

Mujhe yun na sataaon
Mere nazdeek aaon
Mujhe kuchh toh bataaon
Hain yeh kaisa nasha
Mujhe dekho zara
Yeh kya huaan

Mujhe yun na sataaon
Mere nazdeek aaon
Mujhe kuchh toh bataaon
Hain yeh kaisa nasha
Mujhe dekho zara
Yeh kya huaan

Tu toh hain paagal tu hain deewana
Baaton ka tere kya hain thikana
Sapne hazaron mujhko dikhake
Le jaayenga mujhe mujhse chura ke
Dekh mujhko sata na
Mere dil to churana na
Haath mujhko laga na
Haai marr jaaungi
Kuchh kar jaaungi jo tune chhuaa


Dekh mujhko sata na
Mere dil to churana na
Haath mujhko laga na
Haai marr jaaungi
Kuchh kar jaaungi jo tune chhuaa

Yeh jo hawa mein lehra rahi hain
Yeh jo hawa mein lehra rahi hain
Kori chunariyaan ghazab dhaa rahi hain

Yeh jo hawa mein lehra rahi hain
Kori chunariyaan ghazab dhaa rahi hain
Main toh hawaaon mein udd ne laga hain
Yaar sab se haseen hain
Hosh mujhko nahi hain
Chain bhi kho gaya hain yeh kaisa nasha
Mujhe dekho zara yeh kya huaan

Yaar sab se haseen hain
Hosh mujhko nahi hain
Chain bhi kho gaya hain yeh kaisa nasha
Mujhe dekho zara yeh kya huaan

Maine kitaabon mein yeh padha hain
Maine kitaabon mein yeh padha hain
Yeh rog dil ka sab se bura hain
Maine kitaabon mein yeh padha hain
Yeh rog dil ka sab se bura hain
Rabba mere mujhko tu hi bacha
Yeh jahaan so raha hain
Mera dil kho raha hain
Mujhe kuchh ho raha
Hain haai marr jaaunga
Kuchh kar jaaungi
Jo tune chhuaan

Yeh jahaan so raha hain
Mera dil kho raha hain
Mujhe kuchh ho raha
Hain haai marr jaaunga
Kuchh kar jaaungi
Jo tune chhuaan

Jaane kiya kya tune ishaara
Badla huaan hain sara nazara
Sapne hazaron mujhko dikhake
Le jaayenga tu mujhko chura ke
Mujhe yun na sataaon
Mere nazdeek aaon
Mujhe kuchh toh bataaon
Hain yeh kaisa nasha
Mujhe dekho zara yeh kya huaan
Jo tune chhuaan yeh kya huaan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top