Jaane Mujhko Ye Lyrics

Jaane Mujhko Ye Lyrics Lyrics

“Jaane Mujhko Ye” Song Details:

Album/Label: Kahan Gaye Woh Log (2011)
Singer(s): Bhupinder Singh
Composer(s): Bhupinder Singh
Music Director(s): Bhupinder Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Saregama
Starring: Bhupinder Singh
Release on: 26th September, 2011

Sehami sehami aahe
Hai dahshat si mann mein
Jane yeh mujhko
Kya ho raha hai

Sehami sehami aahe
Hai dahshat si mann mein
Jane yeh mujhko
Kya ho raha hai
Yaad unki dil se jati nahi hai
Jane yeh mujhko
Kya ho raha hai

Syahi hai ranjo gham ki
Fiza si hai saayi
Har pal mera ji jal rajha hai
Yaad unki dil se jati nahi hai
Jane yeh mujhko
Kya ho raha hai

Viranagi hai harsu
Har patta hil raha hai
Mere hale dil pe hay
Aashiyana ro raha hai
Yaad unki dil se jati nahi hai
Jane yeh mujhko
Kya ho raha hai

Jitani bhi ki hai koshish
Main ne bhulane ki unako
Utana hi unaka mujh par
Nasha chha raha hai
Yaad unki dil se jati nahi hai
Jane yeh mujhko
Kya ho raha hai


Woh agar aa bhi paye
Ruk payengi gardishe kya
Jinki katir mera yeh
Jahan mit raha hai
Yaad unki dil se jati nahi hai
Jane yeh mujhko
Kya ho raha hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top