Jaane Waale De Gaye Hain Lyrics

Jaane Waale De Gaye Hain Lyrics Lyrics

“Jaane Waale De Gaye Hain” Song Details:

Movie: Zalzala (1952)
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist(s): Satya Kumar
Composer(s): Pankaj Mullick
Music Director(s): Pankaj Mullick
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Paul Zils
Music Label: © Saregama
Starring: Kishore Sahu, Geeta Bali, Dev Anand, Shakoor, Misra, Jagdev, Raj, Sunalini Devi, Krishnakant, Seeta Bose, Manju, Michael

O jaanewaale ae ae ae ae a
Jaanewaale de gaye hain
Yaad ko saugaat mein
O jaanewaale ab hamen
Chhip chhip ke rona hai
Andheri raat mein
O jaane waale

Darr ke wo peechhe hate
Jab ho gaya dushman
Jaha aan aan aan
Pyaar jo hota to kya
Mitata zara si baat mein
Jaanewaale de gaye hain
Yaad ko saugaat mein
O jaanewaale

Ashq aankhon mein bhare hain
Aur dil mein hai jalan
Duniya walo jal gaya
Mera barsaat mein
Jaanewaale de gaye hain
Yaad ko saughaat mein
O jaanewaale de gaye hain
Yaad ko saugaat mein
O jaanewaale.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top