Jab Chali Thandi Hawa Lyrics

Jab Chali Thandi Hawa Lyrics Lyrics

“Jab Chali Thandi Hawa” Song Details:

Album/Label: Naghma Sara (1989)
Singer(s): Jyotsna, Santosh Kumar
Lyricist(s): Aseer Burhanpuri
Composer(s): S. Nashtar
Music Director(s): S. Nashtar
Genre(s): Ghazal
Music Label: © T-Series
Starring: Santosh Kumar, Jyotsna
Release on: 1st January, 1989

Jab chali thandi hawa
Aisa laga woh aa gaye
Jab chali thandi hawa
Aisa laga woh aa gaye
Jaane kyun humko yahi
Dhoka huaa woh aa gaye
Jab chali thandi hawa
Aisa laga woh aa gaye
Jaane kyun humko yahi
Dhoka huaa woh aa gaye

Bandh ki hain aankh jab bhi
Humne unki yaad mein
Bandh ki hain aankh jab bhi
Humne unki yaad mein
Bandh ki hain aankh jab bhi
Humne unki yaad mein
Pyaar ne angadaai li
Dil jhoom utha woh aa gaye
Jaane kyun humko yahi
Dhoka huaa woh aa gaye
Jab chali thandi hawa
Aisa laga woh aa gaye
Jaane kyun humko yahi
Dhoka huaa woh aa gaye

Jab chaman mein phool mehake
Jab koi aahat huyi
Jab chaman mein phool mehake
Jab koi aahat huyi
Jab chaman mein phool mehake
Jab koi aahat huyi
Dil ki har dhadkane ye
Mujhse kahan woh aa gaye
Jaane kyun humko yahi
Dhoka huaa woh aa gaye
Jab chali thandi hawa
Aisa laga woh aa gaye
Jaane kyun humko yahi
Dhoka huaa woh aa gaye

Zehen ke aagan mein rango
Noor ki baarish huyi
Zehen ke aagan mein rango
Noor ki baarish huyi
Zehen ke aagan mein rango
Noor ki baarish huyi
Jab sawaali chupake se aakar
Kahan woh aa gaye
Jaane kyun humko yahi
Dhoka huaa woh aa gaye
Jab chali thandi hawa
Aisa laga woh aa gaye
Jaane kyun humko yahi
Dhoka huaa woh aa gaye
Aisa laga woh aa gaye
Aisa laga woh aa gaye
Aisa laga woh aa gaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top