Jabse Mai Jaaga Tabse Ye Lyrics

“Jabse Mai Jaaga Tabse Ye” Song Details:

Album/Label: Aatish 2015
Singer(s): Suhail Zargar
Lyricist(s): Suhail Zargar
Composer(s): Suhail Zargar
Music Director(s): Suhail Zargar
Genre(s): Playful
Music Label: © Saga Music
Release on: 19th February, 2015

Jabse mai jaaga tabse ye
Paaya ki dil ne ki ek dua
Jabse mai jaaga tabse ye
Paaya ki dil ne ki ek dua
O maine na maanga tha maine
Na chaha fir kyu mili ye saza

Manzile kyu raste ban gaye
Kyu tum hame yu
Chhod kar chal diye
Manzile kyu raste ban gaye
Kyu tum hame yu
Chhod kar chal diye
Tumne kaha tha sath
Rahoge har pal hamesha sada
Tumne kaha tha sath
Rahoge har pal hamesha sada
O maine na maanga tha maine
Na chaha fir kyu mili ye saza

Ruk si gayi jaane ye kaisi fiza
Jab se tum hamse huye ho juda
Ruk si gayi jaane ye kaisi fiza
Jab se tum hamse huye ho juda
Ab kya karu kaise jiyu
Tu hi bata ai khuda
Ab kya karu kaise jiyu
Tu hi bata ai khuda
O maine na maanga tha maine
Na chaha fir kyu mili ye saza
Ab khatam faasle
Ab khatam raaste
Ab khatam raaste

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top