Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Lyrics

Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Lyrics Lyrics

“Jal Jal Ke Shama Ki Tarah” Song Details:

Movie: Fariyaadi (1953)
Singer(s): Mohammed Rafi
Composer(s): B.N. Bali
Music Director(s): B.N. Bali
Genre(s): Playful
Music Label: © Saregama
Starring: Rahman, Shakuntala, Mirza Musharraf, Vazir Muhammed Khan
Release on: 1st January, 1953

Jal jal ke shama ki tarah
Friyaad na karna
Main yaad bhi aau to
Mujhe yaad na karna

Mushkil hai bahut pyar
Ki duniya ko bachana
Bedard zamane ka
Tarika hai purana
Jo payar bhara dil
Kabhi aabad na karna
Main yaad bhi aau to
Mujhe yaad na karna
Jal jal ke shama ki tarah
Friyaad na karna
Main yaad bhi aau to
Mujhe yaad na karna

Aaksah ki choti pe
Mahal hamne banaya
Duniaya se bahut dur
Jaha apna banaya
Kismat na magar chaha
Hamesha yeh na karna
Main yaad bhi aau to
Mujhe yaad na karna
Jal jal ke shama ki tarah
Friyaad na karna
Main yaad bhi aau to
Mujhe yaad na karna

Ab apne khayalo mein
Mujhe tum na basana
Bhule se kabhi tum
Mere sapno me na aana
Gar dil mein uthe dard to
Fariyaad na karna
Main yaad bhi aau to
Mujhe yaad na karna
Jal jal ke shama ki tarah
Friyaad na karna
Main yaad bhi aau to
Mujhe yaad na karna.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top