“Jalta Hai Jiya Mera” Song Details:
| Movie: | Zakhmee (1975) |
| Singer(s): | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
| Lyricist(s): | Gauhar Kanpuri |
| Composer(s): | Bappi Lahiri |
| Music Director(s): | Bappi Lahiri |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Raja Thakur |
| Music Label: | © Shemaroo |
| Starring: | Sunil Dutt, Asha Parekh, Rakesh Roshan, Reena Roy |
| Release on: | 15th May, 1975 |
Jalta hain jiya mera
Bhigi bhigi raaton me
Jalta hain jiya mera
Bhigi bhigi raaton me
Aajaa gori chori chori
Ab to rahaa nahin jaaye re
Aajaa gori chori chori
Ab to rahaa nahin
Jaaye re haye re haye re
Haye re haye re haye re haye re
Jalta hain jiya mera
Bhigi bhigi raaton me
Aajaa gori chori chori
Ab to rahaa nahin
Jaaye re haye re haye re haye re
Gulaabi ye pyaale
Hain tire hawaale
Too bhi dil ki
Lagi ko boozaa le
Gulaabi ye pyaale
Hain tire hawaale
Too bhi dil ki lagi ko boozaa le
Fir naa aaye kabhi aisi raat
Fir naa aaye kabhi aisi raat
Jalta hain jiya mera
Bhigi bhigi raaton me
Aajaa gori chori chori
Ab to rahaa nahin
Jaaye re haye re haye re haye re
Pilaayi hain tum ne
Jo pyaase ko shabanam
Dil ke shole bhala kaise ho kam
Pilaayi hain tum ne
Jo pyaase koshabanam
Dil ke shole bhala kaise ho kam
Ban ke baadal karo barasaat
Ban ke baadal karo barasaat
Jalta hain jiya mera
Bhigi bhigi raaton me
Aajaa gori chori chori
Ab to rahaa nahin
Jaaye re haye re haye re haye re
Abhi ye fasana
Hame naa sunana
Dekho raajaa kadam
Naa badhaanaa
Abhi ye fasana
Hame naa sunana
Dekho raajaa kadam
Naa badhaanaa
Nahi chhedo aisi waisi baat
Nahi chhedo aisi waisi baat
Jalta hain jiya mera
Bhigi bhigi raaton me
Jalta hain jiya mera
Bhigi bhigi raaton me
Aajaa gori chori chori
Ab to rahaa nahin jaaye
Aajaa gori chori
Chori ab to rahaa nahin
Jaaye re haye re haye re haye re
Haye re haye re haye re
Haye re haye re haye re.


