Janay Kahan Lyrics

Janay Kahan Lyrics Lyrics

“Janay Kahan” Song Details:

Album/Label: Qismat Apnay Haath Mein (2008)
Singer(s): Shehzad Roy
Release on: 25th July, 2008

Janay kahan
Janay kahan reh gaye
Woh suhaane pal
Janay kahan
Janay kahan reh gaye
Woh suhaane pal
Kabhi yaadon mein aa ke jagaaye,
Koi dheemi dheemi si dhun sunaye
Kabhi yaadon mein aa ke jagaaye,
Koi dheemi dheemi si dhun sunaye
Ohooo

Kho gayi, kho gayi shaam bhi
Din gaye badal
Janay kahan
Janay kahan reh gaye
Woh suhaane pal

Woh maazi ki tasveerein
Jaise hath mein band lakeeren
Jab ssamne aati hain
Ho kuch yaadein lati hain
Woh maazi ki tasveerein
Jaise hath mein band lakeeren
Jab ssamne aati hain
Ho kuch yaadein lati hain
Aankhein bhar aati hain
Behti hi jati hain
Behti hi jati hain

Kho gaya, kho gaya sapnon ka
Woh haseen mahal
Janay kahan
Janay kahan reh gaye
Woh suhaane pal

Kuch andekhe anjane
Kuch dhundle khwab suhaane
Sawan barsate mausam
Woh mehka mehka aangan
Kuch andekhe anjane
Kuch dhundle khwab suhaane
Sawan barsate mausam
Woh mehka mehka aangan
Woh reh gayi duur kahan
Bas dhuwan he dhuwan
Bas dhuwan he dhuwan


Zindagi, zindagi thaher ja
Tu zara sanbhal
Janay kahan
Janay kahan reh gaye
Woh suhaane pal
Kabhi yaadon mein aa ke jagaaye
Koi dheemi dheemi si dhun sunaye
Kabhi yaadon mein aa ke jagaaye
Koi dheemi dheemi si dhun sunaye
Ohooo

Kho gayi, kho gayi shaam bhi
Din gaye badal
Janay kahan
Janay kahan reh gaye
Woh suhaane pal.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top