Jeeain Lyrics

Jeeain Lyrics Lyrics

“Jeeain” Song Details:

Album/Label: Junoon (1991)
Singer(s): Junoon (Band)
Lyricist(s): Salman Ahmad
Composer(s): Junoon (Band)
Music Director(s): Junoon (Band)
Music Label: © EMI Music
Release on: 30th September, 1991

Chalo ab rahein yunh saath
Jaisay din aur raat
Dukhay huway dilon ko hum
Koi nai khushi de dain

Lagay yunh kisi ki jaan
Jaisay ho apni hee jaan
Jin ko mushkil ho jeenay main
Unhain yeh zindagi de dain
Dukhay huway dilon ko hum
Koi naee khushi de dain

Jeeain aao hum aisay jeeain
Bay saharon kay liye
Koi sahara banain
Chalo ab rahein yunh saath
Jaisay din aur raat
Dukhay huway dilon ko hum
Koi nai khushi de dain

Nishan aao banain hum nishan
Bay nishanon kay liye
Jin ka nahin hain koi

Zubaan aao banain hum zubaan
Bay zubaanon kay liye
Jin ka nahin hain koi


Nishan aao banain hum nishan
Bay nishanon kay liye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top