“Jeena Marna” Song Details:
| Movie: | Do Lafzon Ki Kahani |
| Singer(s): | Altamash Faridi |
| Lyricist(s): | Sandeep Nath |
| Composer(s): | Babli Haque |
| Music Director(s): | Babli Haque |
| Genre(s): | Love, Sad |
| Director(s): | Deepak Tijori |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Randeep Hooda, Kajal Aggarwal, Mamik Singh, Yuri Suri, Anil George, Dhiraj Shett |
| Release on: | 10th June, 2016 |
Kyun itno mein tujhko hi chunta hoon har pal
Kyun tere hi khwaab ab bunta hoon har pal
Kyun itno mein tujhko hi chunta hoon har pal
Tere hi khwaab ab bunta hoon har pal
Tune mujhe jeene ka hunar diya
Khamoshi se sehne ka sabar diya
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne tumsa bana diya
Tere khayalon mein ho gayi gum
Ye meri tanhaiyaan
Ab rooh meri karne lagi hai
Teri nigehbaaniyan
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne tumsa bana diya
Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne tumsa bana diya.


