Jeene Diya Na Chain Se Lyrics

Jeene Diya Na Chain Se Lyrics Lyrics

“Jeene Diya Na Chain Se” Song Details:

Movie: Deewana (1952)
Singer(s): Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lyricist(s): Shakeel Badayuni
Composer(s): Naushad Ali
Music Director(s): Naushad Ali
Genre(s): Sad
Director(s): Abdul Rashid Kardar
Music Label: © Saregama
Starring: Suresh Kumar, Suraiya, Sumitra Devi, Shyam Kumar

Jeene diya na chain se
Do din bhi pyar me
Jeene diya na chain se
Zinda hue ko mar diya intzaar ne
Zinda hue ko mar diya intzaar ne
Jeene diya na chain se

Gham dur ho gaya
Gham ki dard ban gayi
Bachkar fiza se ban
Gayi to luta bahar ne
Zinda hue ko
Mar diya intzaar ne
Jeene diya na chain se

Baithe hue hai dil mein
Tamanna liye ue
Tamanna liye hue
Shayad jaga diya
Hamari pukar ne
Zinda hue ko
Mar diya intzaar ne
Jeene diya na chain se

Tare khile hai chand bhi
Hai chandani bhi hai
Aajao ab to raat
Ki zulfe sawarne
Zinda hue ko
Mar diya intzaar ne
Zinda hue ko
Mar diya intzaar ne
Jeene diya na chain se
Do din bhi pyar mein
Jeene diya na chain se.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top